Wednesday, 28 January 2015
Bhukh
Bhukh
Kal vah bhukha tha
Use khana de gaya
Ik seth ,
Kyonki
Kal tha us ke pita ka shraad .
Aaj
Vah betha tha bhukha .
Koi easha seth na aaya
Jiske pita ka hota shraad .
Kal vah bhukha tha
Use khana de gaya
Ik seth ,
Kyonki
Kal tha us ke pita ka shraad .
Aaj
Vah betha tha bhukha .
Koi easha seth na aaya
Jiske pita ka hota shraad .
भूख
कल वह भूखा था
उसे खाना दे गया
इक सेठ ,
क्योंकि
कल था उस के पिता का श्राद
आज
वह बेठा था भूखा !
कोई ईशा सेठ ना
आया
जिसके पिता का
होता श्राद !
Sunday, 25 January 2015
Her der per lahrata yah tiranga rahe
Her der per lahrata yah tiranga rahe ,
Hum rahe na rahe duniya mein bas yah tiranga rahe
Sukh jayen aanshu hum sabhi ki aankhon se ,
Mere mulk mein bahti sada ganga rahe ,
Dur ho jay hum sab ke dilo se nafarte ,
Jami per kahin bhi na baki danga rahe ,
Dhak jay badan sab muflisho ke bhi ,
Mere pyare bharat me na koi nanga rahe ,
Hone na paye dropdi koi lajjit “Anmol”
Dhara per duryodhan kin a koi jangha rahe

Saturday, 17 January 2015
Hinndustan ke lie
Hinndustan
ke lie ,
Hinndu na
sikh n musalman,
Samjho bas
kewal apne aap ko insane ,
In koumon ka
nirman ,
Hua nahi
kewal ladne ke lie .
Kyon aesha
mahol bana ker ,
Aane wali
pidhi ko bhi ,
Isi dl-dl
mein chode sadne ke lie .
Woh sabhi ek
hain ,
Jinnhone
dilai the hame aazadi .
Woh bhi ek
hain ,
Jo chahate
hain hamari berbadi .
Kyon hum lad
ker ,
Kisi tisre
ko de ,
Ungli uthane
ka mouka .
Jut jao desh
ke utthan ke lie ,
Ungli
lagaane wale ki bat ko ,
Samjh ker
dhokha .
Hum jo kuch
banaege ,
Apne v apni
santan ke lie ,
Hame jeena
hai kewal Hinndustan ke lie .
Thursday, 15 January 2015
Tuesday, 13 January 2015
Mohabat ke lamhe ye sirf hamare khavabo mein rahe ,
Aashk ban ker arman hamari aankho mein rahe .
Na jane who kon sa pal judai le ker aay ,
Sukhe patte ki manid sada shakhaon mein rahe .
Dub ker dariya mein her pal sukhe hi rahe ,
Ret ke tile sada pyase barsato mein rahe .
Mile jab aandhre hum ko fir bhi khus rahe hum ,
Jugnu ban ker roz roshan hamesha raton mein rahe .
Ik bartan mein tel aur pani sa rahe per ,
Azb yah fasle sab mulakaton mein rahe .
Ab Koi rista baki nahi rah gaya tha “ anmol”
Na jane kyon tum sada mayri yadon mein rahe .
Monday, 5 January 2015
wajah kuch aur hi hai
Who jab kabhi bhi dhundhte the bahana hasne ka
ab har pal un ke muskurane ki wajah kuch aur hi hai
us ke pyaar mai hamara jeene ka maza hi kuch aur hi hai
hame kabhi na tha khyal apne haal ka kabhi
aaj hamari is aayine mai niharne ki wajah kuch aur hi hai
tumare is pyaar me jeene ka maza hi kuch aur hi hai
hamara yah dil na dhadka tha kabhi kisi ko bhi dekh k
tume dekh ker is dil ki raza hi kuch aur hi hai
tere pyaar me jeene ka hamara maza hi kuch aur hi hai
hum to chipte firte the ghane badlo se kabhi
hamara aaj is barish mai bhigne ka maza hi kuch aur hi hai
tumare is pyaar me jeene ka hamara maza hi kuch aur hi hai
kahi to hogi koi imarat ishk ki is jahan mai e dost
hamari jaha mili thi nazar unse wo jagah kuh aur hi hai
tumare pyaar me jeene ka hamara maza hi kuch aur hi hai
khushnasib hai hum jo saath tumhara hai hamare pass
varna is jahan mai kaha tum sa pyara koi aur hi hai

Subscribe to:
Posts (Atom)
👌: प्यार का आगाज :👌
हर गजल का प्यार से आगाज़ होना चाहिए, शेर कहने का यही अंदाज होना चाहिए। दोस्तों की दोस्ती पर नाज होना चाहिए, दुश्मनों से प्यार का आगाज हो...
-
कहानी रफ़ कॉपी की 📔 ............................................. 👥 जब हम पढ़ते थे तो हर subject की कॉपी अलग थी। लेकिन एक ऐसी कॉपी ...
-
Haste huy palko pe sanam chale aate hein, Tum kya jaano kahan se hamare ghum aate hein, aaj bhi vahi us mod par khade hein hum...
-
जिं दगी में सिर्फ एक सौदा कीजिए इंसानियत का जज्बा पैदा कीजिए। गर्मों की धूप में तप जाईए खुद आप खुशी की छांव और...