Who jab kabhi bhi dhundhte the bahana hasne ka
ab har pal un ke muskurane ki wajah kuch aur hi hai
us ke pyaar mai hamara jeene ka maza hi kuch aur hi hai
hame kabhi na tha khyal apne haal ka kabhi
aaj hamari is aayine mai niharne ki wajah kuch aur hi hai
tumare is pyaar me jeene ka maza hi kuch aur hi hai
hamara yah dil na dhadka tha kabhi kisi ko bhi dekh k
tume dekh ker is dil ki raza hi kuch aur hi hai
tere pyaar me jeene ka hamara maza hi kuch aur hi hai
hum to chipte firte the ghane badlo se kabhi
hamara aaj is barish mai bhigne ka maza hi kuch aur hi hai
tumare is pyaar me jeene ka hamara maza hi kuch aur hi hai
kahi to hogi koi imarat ishk ki is jahan mai e dost
hamari jaha mili thi nazar unse wo jagah kuh aur hi hai
tumare pyaar me jeene ka hamara maza hi kuch aur hi hai
khushnasib hai hum jo saath tumhara hai hamare pass
varna is jahan mai kaha tum sa pyara koi aur hi hai

No comments:
Post a Comment