Mitti ke kitne ghar main banata chala gaya
,
who khafa ho ker use girate chale gay
woh hum se itni door-door jate raha
jitna hum us ke karib aate gay
mere ley hi us ne apne dil me dard rakha tha
dusro ki to who her dum hasate chale gay
hamare haatho main thi taqat magar ye dil nahi mana
main sb kuch harta chala gaya siwa uske
jitne chiragh the roshan dil main oski yado ke
her ik chirag ko bhi who bhujata chala gaya

No comments:
Post a Comment