( Aap sabhi ko dipawli ki shubhkamnay )
Is Duniya mein dukh aaneyk hai fir bhi
deykho ,
Hum sabhi pawan diwali manate hai ,
Prathm ganesh ji ki hum vandna ker ke ,
Hum sabhi aader se maa lucmi ji ko bulate
hai .
Sab subh ho , mangalmai ho ,Her gher me
smridhi aay
umang ulas utkarsh ho ,sab yahi dil se
chate hai .
charo taraf karte hai deepo se perkash ,
hum unhe bhul jate hai ,jink e gharo mein
aaj bhi andhkar hai .
kewal mitti ke deep jalaye,lario se na dong
rachae ,
gareeb ki khushali hai is mein woh apne
hatho se ise banate hai ,
aao hum sab is dipawli per sukh smridhi
,jan-jan ko gher gher me de ,
per maa pahle un keg her mein jana jo sedko
per reyn bitate hai .
bahut achhi rachana......
ReplyDeleteNeelam Mishra
गहरे अर्थों की इस सुन्दर रचना के लिए बहुत सारी बधाइयां
ReplyDeletej.p.arora