Is dil ko milne ka mn hai tum se ,
Kya tum mil sakti ho is tarah hum se ,
Ki bas tum aa ker hum se mile mujh se is tarah ,
Her shikwa shikayat tum chor ker aana .
Ab to e-dost itna bhi waqt nahi hai hamare
pass ,
Duniya ki
sab rasme or rivayte chor ke aana ,
Ho sake to hum se milne tum or bas tum hi
aana .
Is dil ko bas tume dekhne ka man hai ,
Tumari un aankho me vohi taraf ,
Usi ahsas ke sath milna tum hami ko ,
Who sab purani bate chor ke aana .
Aa bhi jao ab milne hame usi aas ke sath ,
Tum apni un aankho mein ley vohi taraf ,
Aana jarur per apne aap ko le ker aana
jarur .
Hamare Is dil ko milne ka mn hai tum se,
Ger ker sako ye ahsan tum to chale aana .
तू भोला-भाला है,ऐ दिल,बेतरह सताया जायेगा,
ReplyDeleteइन शोख हसीनों से मिलकर,वल्लाह बहुत पछतायेगा
प्रेम ईश्वर है ,
ReplyDeleteप्रेम प्रार्थना है ,
इस प्रार्थना के स्वर से ,
दुनिया को भर देने से पहिले बेहद ज़रूरी है ,
इससे खुद को भर लेना ;
देखो तो शाख पर एक कली है ,
उसे प्रेम से देखो,
हम दो नहीं ,एक हैं।