Raat Se Din Aur
Din Se Raat Nahi Karte Hain
Aate Rehte Hain Khayalon Main Har Pal
Par Asliyat Main Mulakaat Nahi Karte Hain
Kahan Hain, Kaise Hain Aur Kis Haal Main Hain
Hum
Bereham Koi Sawalaat Nahi Karte Hain
Ashkon Main Doob Gayi Hain Palkein Aur Phir
Zindigi Bhi
Band Barasna Yeh Ashq-E-Jazbaat Nahi Karte
Hain
Bhool Gaye Hain HUM “muskaana”, Aur, Koshish
Bhi .. Di Hai Ab To
Kia Karein Manzoor Yeh Haalaat Nahi Karte Hain
Aik Dam Aa Jaayein Who Saam Ne Aur Lag Jaayein
Seene Se
Pyaar Karte Hain Hum Un Se Sacha Koi Bataye
Unhein Uff
Koi Kasoor Hum Aji, Hazooraat Nahi Karte Hain
Khafa Kyun Hain? Yeh Pata Ho To Mana Lein Un
Ko
Par Woh To Koi Bhi Ishaaraat Nahi Karte Hain
“AnMoL” Ki Patti Pe Jo Shabnam Hai Sookh Na
Jaaye
Kisi Ki Zindigi Yun Hi Barbaad Nahi Karte Hain
No comments:
Post a Comment