Thursday 28 February 2013

Jisne Hamein Shayar Bana Diya






Hamari kismat main Yeh Kaisi Judai Hai Jisne Hamein Shayar Bana Diya
Hamari kismat main Yeh Kaisa Gam Hai Jisne Hamein Bebas Bana Diya
Hum ne kabhi Socha Nahi Tha Juda Ho Jaoge Humse Kabhi tum is tarah
Hum bhi kya Karte Jab tum ne bhi hame is dil main Gair Bana Diya


jin ka imtehan hum layte hai





Hum qayam hai apne Ishq ke in usulon pe dost ,

Kabhi riyat nahi karte jin ka  imtehan  hum layte hai .


Kaise karu main bayaan tumare pyaar ko in labo se




Kaise karu main bayaan tumare pyaar ko in labo se
Karta the main pyaar aap ko hamesha dil se
Kash tum samaj jaati mere pyaar ko
Na hona padta mujhe kabhi bhi dur apno se.

Kaise Jeeu tayri yaad mein main dost




Kass itna to yaad kiya hota Dost mujhe
hame bhi ek Pyaar Bhara Paigaam Bhej Diya Hota
Kaise Jeeu tayri yaad mein main dost
hamara ek Baar Haal To Pooch Liya Hota dost

मांग अपनी मनाता रहा

                                       मधुर गमों से घिर कर भी आप का ख्याल आता रहा                                           था तुम जैसा कोई ...