Thursday, 28 March 2013

unhein pyaar karna na aaya






humein izhar karna na aaya,
unhein pyaar karna na aaya.
hum bus dekhte hi reh gaye,
aur waqt ko thamana na aaya.
woh chalte chalte itne door chale gaye,
hamein rokna bhi na aaya.
hamne unka naam liya phir bhi,
shayad unhein sunna na aaya.
hamare taqdeer mein unki mohabbat thi hi nahi
unke dil mein hamari chahat thi hi nahi.
unki muskurahat ko hum,
pyaar samajh bethe
aur hamare pyaar ki koi keemat thi hi nahi .
ab ashko ke har katre mein,
bus unka hi naam hota hain.
din raat apni mohabbat ko yaad karna.
deewano ko aur ka kya kaam, hota hain


No comments:

Post a Comment

๐Ÿ‘Œ: เคช्เคฏाเคฐ เค•ा เค†เค—ाเคœ :๐Ÿ‘Œ

 เคนเคฐ เค—เคœเคฒ เค•ा เคช्เคฏाเคฐ เคธे เค†เค—ाเคœ़ เคนोเคจा เคšाเคนिเค,  เคถेเคฐ เค•เคนเคจे เค•ा เคฏเคนी เค…ंเคฆाเคœ เคนोเคจा เคšाเคนिเค।  เคฆोเคธ्เคคों เค•ी เคฆोเคธ्เคคी เคชเคฐ เคจाเคœ เคนोเคจा เคšाเคนिเค,  เคฆुเคถ्เคฎเคจों เคธे เคช्เคฏाเคฐ เค•ा เค†เค—ाเคœ เคนो...