Thursday 7 March 2013

Chehre pe Humare Kafan Na Hota


Bahut Roye Wo Humare Pas Aake,
Jab Ehsaas Hua Unhe Apni galti Ka,
Chup karwa Dete Hum Agar,
Chehre pe Humare Kafan Na Hota.

6 comments:

  1. Deewano ki tarha mai firta raha,
    Uski bewafai ke aag me jalta raha,
    Ek anjan khawaish me jeeta raha,
    Aaj jab kafan oodha humne to pata chala,
    Isi manzil ke talash me mai jal- jal kar safar me chalta raha.

    Rihan Khan

    ReplyDelete
  2. Bahut Roye Wo Humare Pas Aake,
    Jab Ehsaas Hua Unhe Apni galti Ka,
    Chup karwa Dete Hum Agar,
    Chehre pe Humare Kafan Na Hota.

    ReplyDelete
  3. . "रचना बेहद सुन्दर है anmol जी, हेतु आपको हार्दिक बधाई।

    ReplyDelete
  4. wah Rihan Khan ji aap bhi ik aache shyar hai alfazo ki duniya mein baste hai hum to hasane ke ley sukriya again

    ReplyDelete
  5. Anurag ji
    bas itna kahu ga aap ki shayari mein
    Har mehfil har dil bhi royega,
    jahan dubegi meri naiya wo sahil bhi royega,
    itna pyaar bikher denge zamane mein hum,
    zamana to kya hamare jane se tu bhi royega...

    ReplyDelete
  6. aap ki badhai tariff ke kabil hai hamari shayari mein

    ReplyDelete

मांग अपनी मनाता रहा

                                       मधुर गमों से घिर कर भी आप का ख्याल आता रहा                                           था तुम जैसा कोई ...