Saturday, 5 January 2013

Rakhi le ker rakhi baythi




Rakhi le ker rakhi baythi, rakah hui Armani ki ,
Rakhi kis ko bandhe rakhi , samjh na aayi bano ki ,
Rakhi ka tha parv suhavna , jab rakhi ne janm liya ,
Mat-pita ne khuss ho ker , rakhi us ko nam diya ,
Per kudrat ne sapath utai , rakhi ko tarfane ki ,
“AnMoL” harday ne bhav ho ker , jab dekhi Rakhi ki Rakhi ,
Turant jigyasha hui “AnMoL” ki , bandva le Rakhi ki Rakhi ,
Bhigni behan –behan kavi ne socha , Rakhi behan banane ki ,
Bhare gale se Rakhi boli , mujh ko behan bana pao ge ,
Rakhi hai Aachut ki larki , bolo Rakhi bandvao ge ,
Himat rakhte ho apne me , Aachhuto ko apnane ki ,
Unchi jati vale Rakhi , pawan hai Bhagwan nahi hai ,
Nafrat karte jo insane se , vastav me saytan vahi hai ,
Hath badh ker bandh do rakhi , jarurt nahi hai ghbrane k

No comments:

Post a Comment

๐Ÿ‘Œ: เคช्เคฏाเคฐ เค•ा เค†เค—ाเคœ :๐Ÿ‘Œ

 เคนเคฐ เค—เคœเคฒ เค•ा เคช्เคฏाเคฐ เคธे เค†เค—ाเคœ़ เคนोเคจा เคšाเคนिเค,  เคถेเคฐ เค•เคนเคจे เค•ा เคฏเคนी เค…ंเคฆाเคœ เคนोเคจा เคšाเคนिเค।  เคฆोเคธ्เคคों เค•ी เคฆोเคธ्เคคी เคชเคฐ เคจाเคœ เคนोเคจा เคšाเคนिเค,  เคฆुเคถ्เคฎเคจों เคธे เคช्เคฏाเคฐ เค•ा เค†เค—ाเคœ เคนो...